Na Sadaayen Badalti Hen
Na Wafaayen Badalti Hen,
Kuch Logon Ki Buss
Aadaayen Badalti
Hen,
Toot Jata He Bana Banaaya
Aashiyaana Ik Pal Main,
Jab Mosamon Ki Tarhan
Hawaayen
Badalti Hen,
Apna Sab Kuch De Dety Hen
Ham
Chaahat Main ~YAR~
Najaanay Phir Bhi Kyuun
Logon Ki Nigahein Badalti Hen.
No comments:
Post a Comment